Bahar anee wali the
Bahar ane he wali the magar rook
dya uss koh yeh keh kar mehboob jab tak na aye toon kiss terha a saktee hai
bahar bollie tere mehboob ke anne se to sirf tera he dil khoosh ho ga magar
mere anne se to sab he muskaraah utthneein gyein tere neshana sirf aik teraf
hai uss se wabasta cheezoon ke taraf dekh agar wasl-e-jana chatata hai to
toon bahr ko anne de sayeed terha mehboob bahare ke mossom ke dekh kar iss
bagh mein aye tughe bhe uss ka sharf-e-dedar ho gya yeh soon kar ishq
khooch na bool saka abhe woh sooch raha tha ke bahar se keh de ke toon a ga
magar uss ke yeh kehnee se peshtar he uss ka mehboob uss ke samnee tha asal
mein bahar aur mehboob donnoi aik thein magar ashq ko iss ke pehchan nahin
teh.......
Warasit waris |